Hum Hain Pakistani
From Wikipedia, the free encyclopedia
Hum Hain Pakistani is Pakistan's one of the most famous patriotic song. The song opens with these words: Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay - we are Pakistanis, and we shall win (excel) , yes we shall win (excel).
[edit] Lyrics
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.

Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.

Kaisa bhee ho andhiera, door nahee sawera
Larna hai nafraton sey, pyar key dushmunon sey
Jeena hai sar uthakey, zulmo situm mita key
Duniya haseen banayein, paas dilon ko laayein
Aangun, aangun khushiyaan baataein
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekhein gay

Hum hai Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay
Dekhey jo milkey humney, pourey wo khawab hongay
Gham na koyee sahey ga, khoun nahee bahey ga
Ab na kisee jawan key, zehir badan mein hoga
Phool har eik taaza, aapney chamun mein hoga
Ankhein saree roshun hongee Dard ka suruj dhal jayey ga wo din bhee hum dekhein gay
Dard ka suruj dhal jayey ga wo din bhee hum dekhein gay
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekein gay
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekein gay
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
Hum hain Pakistani hum to jeetain gey haan jeetain gay.